EXAM RESULTS ka din sabke liye rollercoaster hota hai. Kabhi aisa lagta hai ki mehnat rang layi, kabhi lagta hai paper hi dushman tha. Aur jab result kharaab aata hai… tab asli drama shuru hota hai! Lekin har zodiac ka apna alag tareeka hota hai is heartbreak ko handle karne ka. Chalo dekhte hain, tumhari rashi kya karti hai jab report card khud hi tumhara roast kar de.